Best Sad Shayari in Hindi | Latest Two Line Sad Shayari In Hindi
Heart Touching Two Lines Sad Love Shayari SMS and Message
This is the most Heart Touching Hindi Sad Shayari of 2020, You will get like Sad love Shayari, Hindi Sad Shayari, Hindi Shayari, Pyar Bhari Shayari, Love Shayari in Hindi, Heart Touching Shayari, True Love Shayari, and many more the collection you can enjoy with us.
If you are interested in poetry or Two Line Sad Shayari and like to write, then you can mail us your Shayari. If we like then, your Shayari will also be published on our page with your name. So you join us and share it with more and more people.
Hindi Sad Shayari |
List of All Sad Shayari Collections 2020
Jis Din Mujhe Khoo Doge uss Din Muskurate Huye Bhi Roo Doge.
Mohhabat mai dikhabe ki dosti na mila...Agar gale nahi milta toh hath bhi na mila.
Naraj Hamesha Khushiya hoti hai Gamo ke itne nakhre nahi hote
Prem Samajh Chahta Hai Samjuhta Nahi.
Chahre ki Sanjeedgi batati hai Dil nahi Bharosha toota hai
Khud ko zinda rakha hai kyunki tu vo khwab hai jo hakikat hai!
Dekh kar log mujhe tera naam lete hai...Isme mai khush hu ye mohabat ka anjam toh hai tu kahi bhi raahe sar tere ilzaam toh hai!
tum chale gaye kuch bola bhi nahi, Kya thaa hum dono ke beech raaz khola bhi nahi.
Mujhe aata thaa bbhut khuch, Bhul gaye hai sub khuch, Yaad nahi abb kuch, Seekh rahe hai bhut kuch.
Kuch yu kiya mohhabat ke barbaad ho gaya
Zindgi kya hai jaane ke liye zinda rahna bhut zaruri hai.....Aajtak koi bhi raha toh nahi!
Mai toh chah ke bhi tujhse dur na ho saka.....Irade nek ki apni, kai dafa bass itna hi samajh aaya thi kabi tu bewafa, toh kabhi mai bewafa.............Aaja na karte hai rafa-dafa!
Humne aisi bhi kya khata kar di, Jo Kabl-E-Mafi nahi tumhe dekha nahi hai kai dino se kya yahi saja kafi nahi.
Kabhi yeh sakth hai, Jara kambakth hai Jesa hai rehne do, Mera hi toh waqt hai.
Chalo na kahi ghum aate hai, Ek dusre ko aur pass late hai!
Zindgi kat gyi mante huye ab irada hai ruth jaane ka
Jab vo mujhse dur huye, Tab ehaas hua, Kuch thaa hum dono ke beech...Jo ye sub khash hua.
Ek naya khwab hai deewane ka feslaa umko bhul jaane ka haushla kam kisi mai hota hai jeet kar khud ko haar jaane ka.
Just Superb
ReplyDeletemujhe bhut accha laga aapka ye collections. umid karta hu aur bhi naye shayaris milenge yaha.
ReplyDeleteजीसके नसीब में हो जालिम दुनिया की ठोकरें ,
ReplyDeleteउस बदनसीब बंदे से सहारे कि बात न करना ।